Kaun Hoon Main


Aaaa
Anjaani si khwaishein, anjaana hai apsana (apsana)
Na meri koi manzil hai na koi hai thikana
Aaaa
Hoo anjaani si khwaishein, anjaana hai apsana
Na meri koi manzil hai na koi hai thikana
Aaaa eeeeeeeeeeeeeaaaaaaaaaaa

Kaun hoon main kis ki mujhe talaash
Kaun hoon main kis ki mujhe talaash
Maine sooni sooni tanah raahon par

(Who am I, who am I)

Behke behke se palchin hai, hosh mein bhi madhoshi hai, na na
Mujhko sunayi deti hai ye kaisi khamoshi hai (who am I)
Behke behke se palchin hai, hosh mein bhi madhoshi hai
Mujhko sunayi deti hai ye kaisi khamoshi hai, aaa ae

Kaun hoon main kis ki mujhe talaash
Kaun hoon main kis ki mujhe talaash
Maine sooni sooni tanah raahon par

Koi bhi to jaane na lamh meri tanhai ka
Peecha karta rehta hoon main to apni parchai ka, aaa
Koi bhi to jaane na lamh meri tanhai ka
Peecha karta rehta hoon main to apni parchai ka, ooo aaa

Kaun hoon main kis ki mujhe talaash
Kaun hoon main kis ki mujhe talaash
Maine sooni sooni tanah raahon par







Captcha