Sajnaa Ji Vaari Vaari


Sajnaa ji vaari vaari jaanu ji mein - 2
Tu hi to mera sansaar hai
Aisa mera pyaar hai - 2) - 2
Charno mein jo na jagah paanu ji mein 2
To mera jeena hi bekaar hai
Aisa mera pyaar hai - 2

Mera maan hai tu
Abhimaan hai tu
Meri pooja hai tu
Mera dhyaan hai tu
Tu devata mein pujaaran
Sanjnaa tujpe mein arpaan
Tere gungaan hi to gaanu ji mein
Oh tere gungaan hi to gaanu ji mein
Tu hi to mera sansaar hai
Aisa mera pyaar hai - 2
Sajnaa ji vaari vaari jaanu ji mein - 2

Tu hi to mera sansaar hai
Aisa mera pyaar hai - 2

O meri dhadkan mein tu
Meri tan mann mein tu
Meri saason mein tu
Mere nainan mein tu
Tu hai to chamke kajra
Tu hai to mehke gajra
Tere bina to na jeene paanu jee mein
Haan tere bina to na jeene paanu jee mein
Tu hi to mera sansaar hai
Aisa mera pyaar hai - 2
Sajnaa ji vaari vaari jaanu ji mein - 2
Tu hi to mera sansaar hai
Aisa mera pyaar hai - 2
Charno mein jo na jagah paanu ji mein - 2
To mera jeena hi bekaar hai
Aisa mera pyaar hai - 2







Captcha
The Sunidhi Chauhan Sajnaa Ji Vaari Vaari are brought to you by Lyrics-Keeper. You can use lyrics widget for karaoke. We tried to make lyrics as correct as possible, however if you have any corrections for Sajnaa Ji Vaari Vaari lyrics, please feel free to submit them to us. If you want to download this song in mp3 you can visit one of our music sponsors.