Zamane Se Puchho


Zamane se puchho mere dil se puchho
Main khush hoon nahi hoon
Tumhen kya pata
Sabhi saath hain par main hoon akela
Andhera bada yeh dil bujh gaya
Din raat raat main hoon jaagta
Har khwaab khwaab tujhko maangata
Meri zindagi ka toh hain haadsa
Mere humsafar tum kaha kho gaye ho
Yeh kya ho gaya

Nagmon ko mere sunkar hamesha roti ho
Kyon tum ho khud se khafa
Khaton ko meri tum seene se lagakar
Sisakti ho tum kyon hai kiski khata
Yeh kya ho gaya
Zamane se puchho mere dil se puchho
Main khush hoon nahi hoon
Tumhe kya pata

Tum toh safar mein mere hamsafar the
Kahaan kho gaye ho yeh kya ho gaya
Pal jo hamesha khushi se bhara tha
Woh pal hamein ab rulane laga hain
Yeh kya ho gaya
Zamane se puchho mere dil se puchho
Main khush hoon nahi hoon
Tumhen kya pata
Din raat raat main hoon jaagata
Aur khwaab khwaab tujhko maangata
Yahi pyar pyar ka hai vaasta
Meri zindagi ka toh hain haadsa
Mere humsafar tum kaha kho gaye ho
Yeh kya ho gaya







Captcha
La canción de Abhijeet Zamane Se Puchho es presentada a usted por Lyrics-Keeper. Es posible utilizar widget como karaoke de la canción Zamane Se Puchho, si hay la posibilidad de cargar el acompañamiento(archivos .kar y .mid). Es accesible también la traducción correcta de las canciones para ciertas composiciones Puede descargar también la traducción de letra de cancion Zamane Se Puchho aquí. Tratamos las letras de la cancion sean más exactas, por eso si usted tiene ciertas correcciones sobre la letra de cancion, expidelos por favor. Si quiere descargar gratis la canción Abhijeet Zamane Se Puchho nel formato mp3, visite a uno de nuestros patrocinadores musicales.